Sunday, 16 November 2014
Cute Love Status November 2014
- Ek aas, ek ehsaas, meri soch aur bus tum,
Ek sawal, ek majaal, tumhara khayal or bs tum, - Muje Kisi Se Muhabbat Nahi Siwa Tere
Muje Kisi Ki Jarurat Nahi Siwa Tere….! - Meri Najar Ko Thi Talash Jiski Barso Se
Kisi Ke Paas Wo Surat Nahi Siwa Tere ! - Jo Mere Dil, Meri Zindagi Se Khel Sake
Kisi Ko Itni Ijaazat Nahi Siwa Tere……..!! - “जाम पे जाम पीनेसे क्या फायदा,
शाम को पी सुबह उतर जाएगी,
अरे दो बूंद मेरे प्यार की पीले,
जिन्दगी सारी नशेमे गुज़र जाएगी” - Jaam pe jaam pine se kya fayda
Shaam ko pee subah utar jayegi
Are 2 boond mere pyar ki pee le,
Zindagi sari nashe me gujar jayegi - Zubaan khamosh ankhon me nami hogiYahi bas meri ek dastan-e-zindagi hogi
Bharne ko toh har zakham bhar jayega
Kese bharegi wo jagah jaha teri kami hogi - Dukh me khusi ki wajah banti h mohabbat,
Dard me yaado ki wajah banti h mohabbat
Jab kuch b acha nai lagta hume duniya me
Tab humare jine ki wajah banti h Mohabbat - Mera har pal aaj khoobsurat hain,
Dil mein jo sirf teri hi soorat hain,
Kuch bhi kahe ye duniya gum nahi
Duniya se jyada hume teri jarurat h - Koi teer jesa, jigar ke paar hua hain
Jane kyu dil itna, beqaraar hua hain
Kabhi dekha nahi maine tujhe, Fir bhi
Kyu E Ajnabi es kadar tumse pyar hua h - Zindagi ka pehla pyaar kon bhulata hain,
Ye phli bar hota h jb koi kisi ko khud se badhkar chahta h… - Uski pasand, uski khwahish me khud ko bhul jata h,
Akele mein uska naam likh likh kar mitata h… - Baat karne se phle sochta h, kya kehna h.,
Baat hone ke baad fir kuch kehna reh jata h.. - Hota h itna khoobsurat pehla pyar,
Toh jane kyun aksar adhoora reh jaata h… - Tere har gum ko apni rooh me utaar lun
Zindagi apni teri chahat me sawaar lun
Mulaqat ho tujhase kuch is tarah meri,
Sari umr bas ek mulaqat me gujaar lun
Subscribe to:
Post Comments
(
Atom
)
No comments :
Post a Comment